nahi, bilkul uchit nai hai , kyo k jitna kaam wo normaly karte hai,agar unpar davab dala jayega to shayad wo utna bhi nai kar pye ......lekin haa......samjhaya ja sakta hai k beta /beti is kam ko thoda aise karo to jada thk hoga ......agar koi kuch bhi sun ne k mood me nai hai to us time use na samjhye ....