answersLogoWhite

0

  • Deegar ashyaa ki trha mobile phone k bhi both se faidey hein jin mein sb se ehm ye bat hai k mobile phone ki madad se ap apne ghar walon ki kheriat her waqt maloom kr sktey hein. Agar ap k bachey college gae hwe hein or apko un se raabta krna hai ta k unko waqt pr college se wapis liya ja skey, to mobile phone apka msla asaan kr deta hai.
  • Agar mobile phone ko zrurt se zyada na istimall kiya jae to ye apko apne doston k sath taaluq mein rehney mein madad deta hai. Ap un k sath roz bat nab hi kr paen magar aik message ya choti se call ki madad se ap pane taluqaat ko qaim rkh sktey hein.
  • Mobile phone ka istimaal apko ap k daftari amoor ko khush asloobi se mukamal krney mein madad de skta hai.

Mobile Phone asal mein bazat-e-khud koi achi ya buri cheez nh, apka istimaal krney ka tareeqa isko acha ya bura bnata hai. Afraat or tafreet se perhaiz kren gai to ap mobile phone ka behtareen faida utha sken gai.

User Avatar

Wiki User

12y ago

What else can I help you with?