answersLogoWhite

0


Best Answer

Nari ka samaj mein ek bahut bada mahatav hai. Par badalte samay ke sath badalne mein hi sabki bhalai hai. Jaise dhoti pahenene wale mard aaj shorts mein ghoom rahe hai waise hi auratein bhi jeans top mein ghoom sakti hain. Par har cheese ki ek maryada hoti hai jiska palan hum sabko karna padta hai. Yadi har nari fashion ko simit matra mein kare to samman ki baat hai par agar wo ise apni azadi ko darshane ke liye kare to apmaan hi hoga. Hindustan ki toh sanskriti hi ye kehti hai ki " laj aur sharm aurat ka gehna hai" aise mein koi bhi parivar ye bardashat nahi karega ki unki bahu,batiyan bahar fashion ke naam par apna mazak banvayen. Aaj desh wahan khada jahan har ladki ko apna bhala bura khud hi soochna padega. Par ye un par nirbhar karta hai ki wo apna bachaw kaise karti hai

User Avatar

Wiki User

11y ago
This answer is:
User Avatar

Add your answer:

Earn +20 pts
Q: Essay on fashion aur nari in Hindi?
Write your answer...
Submit
Still have questions?
magnify glass
imp
Related questions

How do you write an essay about doordarshan labh aur hani?

Doordarshan labh aur hani in hindi


An essay on cellphones se labh aur haani in Hindi?

yes


Essay in Hindi Bhagya aur Purusharth?

WikiAnswers is not to provide essays. It is for questions and answers.


What is the Hindi word for and?

AUR


Hindi essay on mera bharat mahan?

"Mera Bharat Mahan" par nibandh likhna mahatvapurna hai kyunki yeh hamare desh ki garima aur samriddhi ka pratik hai. Hamara desh vividh sanskritiyon, bhashaon, aur jatiyon ka gaurav se mishran hai. Isliye, humein apne desh ko samriddh aur vikasit dekhna chahiye aur khud bhi usmein yogdan dena chahiye. Jai Hind!


What is the importance of trees essay in Hindi?

Vriksho ka mahatva essay in Hindi: Vriksh hamare jeevan ka mahatvapurna hissa hai kyunki ye hawa ko shuddh karte hain aur hamare liye oxygen pradan karte hain. Vriksho ki sahayata se prakriti ka santulan bana rehta hai aur jeev jantuon ka jivan bhi surakshit hota hai. Isliye, vriksho ka sanrakshan karna hamara kartavya hai.


How do you say go left in Hindi?

baye aur chaliye


Aur Kaun Old Hindi movie download?

yes


What is the slogan of medimix soap in Hindi?

Sachayi Aur Suraksha


What movies are Dharmendra known for?

Dharmendra Singh Deol is most famous for his work in Hindi movies. He became famous after starring in the Hindi movie Phool Aur Patthar in 1966. Phool Aur Patthar was the top grossing Hindi movie in 1966.


Where can you find essays in Hindi on the topic 'vigyan se laabh aur hani'?

You can find essays in Hindi on the topic 'vigyan se laabh aur hani' in books on science essays, academic journals focusing on science and technology, and websites dedicated to providing essays in Hindi on various topics. Additionally, you may find relevant essays in educational websites or forums that cater to Hindi language learners.


Aishwarya Rai's first Hindi film?

"Aur pyaar ho gaya" was Aishwarya Rai's first Hindi movie.