answersLogoWhite

0

Bahujan Samaj Party

Chalega Haathi Udegi dhool, na rahega punja na rahega phool

Tilak, taraju aur talwar ; inko maaro joote chaar

Chad gundon ki chhati par, mohar laga do haathi par

UP hui hamari hai, ab dilli ki baari hai"

Baba Saheb Mission Tera, Kanshi Ram Karenge Pura

BSP Ki Kya Pehchan, Neela Jhanda Haathi Nishan

'Pathar Rakh Lo Chaati Par, Button Dabao Haathi Par

Samajwaadi Party

UP me hai dum, jurm hai yahan kam

Badli badli hawa chali, badla badla mausam, kayam rahe Uttar Pradesh, kayam rahe Mulayam

Gunda chad gaya haathi par, goli maara chhati par

Bol Mulayam Halla Bol, Halla Bol'.

Bharatiya Janata Party

aapka vote, ram ke naam

Hum saugandh Ram ki khate hain, mandir wahin banayenge

Bari, bari, sab ki bari, ab ki bari, Atal Bihari

Gau hatya rukwana hai, Varun Gandhi ko jitana hai

Kalyan Singh kalyan karo, mandir ka nirman karo

Yeh Dekho Indira Ka Khel, Kha Gayi Shakkar, Pee Gayi Tel

Ram Lala Hum Aayenge, Mandir Vahin Banayenge.

Yeh to kewal jhaanki hai, Kashi Mathura baaki hai.

Congress

'Amethi Ka Danka, Beti Priyanka'.

Sonia nahi yeh aandhi hai, doosri Indira Gandhi hai

congress ka haath, aam aadmi ke saath

aam aadmi ke badte kadam, Har kadam par Bharat buland

Jab tak suraj chand rahega, Indira tera naam rahega.

Jaat par na pat par, mohar lagegi haath par

Atal sarkar ki kya uplabdhi, gau-mans niryat mein vridhi

Indira Gandhi lao, desh bachaao

Congress ko lana hai, desh ko bachana hai

Uthe Hajaron Haath, Sonia Ji Ke Saath

User Avatar

Wiki User

13y ago

What else can I help you with?