answersLogoWhite

0


Want this question answered?

Be notified when an answer is posted

Add your answer:

Earn +20 pts
Q: Can you give me Casio song notes of tera hone laga hu?
Write your answer...
Submit
Still have questions?
magnify glass
imp
Continue Learning about Music & Radio

The lyrics to Milad Manaya Kar Tannu Rang?

milad manaya kar tannu rang laga java'nagay rang laga java nagay rang laga java nagay hu thanu rang laga java nagay


Laga chunari main daag lyrix with all sargam?

Laga chunari main daag


What is the email addresses of red FM 93.5 FM?

deepti@redfm.inNitinBangalorehi i am maoj rawat . sir me relince mart sec-37 faridabad near by saraychowk, me job karta electronic department me, sir meri ye complaint hai kiwaha ke manager mr. suman das, javesh, or store manager ajay verma. inteeno ne mere pe jhoota camere chori ka jhoota iljam laga ke 35000 rupeyeloote hai or mere sath mar peet ki or in hone saray khawaja sec-37 policewalo ko bula kr police walo ke hand over kr dia par police wale in jaanpehchan ke the, unhone bina inquari kiye bina mujhe le gaye mene manager kokaha ki mujhe proof dikhao to un hone gaali galoj suru kr di, or policewale mujhe police station le ja kr humse 35000 rupeye liye or kagaj me likhdia ki mene 25000 rupeye diya hai. or ab wo manager yaha se job chohd ke jachuke hai, isme SLP team bhi samil thi, me ye chahta hu ki mujhe mere paisewapis mil jaye or in managero ke opar action lia jaye, me dar ke mare inmanagero pe action nh le paya, agar ap meri help kar denge to me apkaabhari rahunga me yaha job karne aya hu mujhe nh pata th ki is delhi me esahota hai or hum police walo pe kaise beliave kr le,mere sath ye ghatna 5april me hui thi, me chahta hu ki mujhe insaaf mile, agar kisi bhi cheej keliye mere se kuch bhi puchna ho to ye mera num hai 9718105184 thank you


What are the lyrics to aaja nachle?

Jhanak Jhanak Jhan Khanak Khanak Khan Jhanak Jhanak Khanak Khanak Khan Khan Mera Jhumka Utha Ke Laaya Yaar Ve Jo Gira Tha Barielly Ke Bazaar Mein Main To Thumka Laga Ke Sharma Gayi Boli Ghoom Kar Bata De Ke Main Aa Gayi Mujhko Nacha Ke Nach Le Aaja Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le Jhanak Jhanak Jhankaar Ho…Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le Ab To Lutaa Hai Bazaar Sub Ko Bhula Ke Nach Le Aaja Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le Jhanak Jhanak Jhankaar Ho…Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le Ab To Lutaa Hai Bazaar Nachle Nachle Zara Nachle Nachle Jamke Bula Ke Nachle Nachle Nachle Zara Nachle Nachle Jhatt Se Utha Ke Nachle Nachle Nachle Zara Nachle Nachle Chhatt Pe Bula Ke Nachle Nachle Nachle Zara Nachle Nachle Jhat Se Bula Kar Nachle Maine Galti Kari Thi Meri Nathni Padhi Thi Hmmm…Aaa… Maine Galti Kari Thi Meri Nathni Padhi Thi Ki Sone Mai Usko Ranga Gayi Mere Rangaa Ke Atariyaa Pe Aa Gayi Mauhalle Mien Kaisi Maar-A-Maar Hai Bole Mochi Bhi Khud Ko Sunaar Hai Sabko Nacha Ke Nachle Aaja Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le Jhanak Jhanak Jhankaar Ho…Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le Ab To Lutaa Hai Bazaar Sub Ko Bhula Ke Nach Le Aaja Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le Jhanak Jhanak Jhanakaar Ho…Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le Ab To Lutaa Hai Bazaar Mai Toh Kamsin Kali Thi Zara Tanke Chali Thi Haye… Ho…Mai Toh Kamsin Kali Thi Zara Tanke Chali Thi Aage Jaake Chane Pe Balkha Gaayi Koi Jaane Jawaani Kab Aa Gayi Mere Sadke Zamane Ki Kamayi Re Mujhe Deta Udhari Halwai Re Sabko Nacha Ke Nachle Aaja Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le Jhanak Jhanak Jhankaar Ho…Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le Ab To Lutaa Hai Bazaar Sub Ko Bhula Ke Nach Le Aaja Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le Jhanak Jhanak Jhanakaar Ho…Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nach Le Ab To Lutaa Hai Bazaar Nachle Nachle Zara Nachle Nachle Jamke Bula Ke Nachle Nachle Nachle Zara Nachle Nachle Jhatt Se Utha Ke Nachle Nachle Nachle Zara Nachle Nachle Chhatt Pe Bula Ke Nachle Nachle Nachle Zara Nachle Nachle Jhat Se Bula Kar Nachle


Complete lyrics of dayar-e-ishq by allama iqbal?

Hamiki Ne Musalmani Khudi Ki Kalimi Ramz E Pinhani Khudi Ki Tujhe Gul Fakr O Shahi Ka Bata Doon Ghareebi Mein Nigehbani Khudhi Ki Dyar E Ishq Mein Apna Maqaam Paida Ker Na Tu Zameen Ke Liyeh Hai Na Aasman Ke Liyeh Jahan Hai Tere Liyeh, Tu Nahi Jahan Ke Liyeh Daikh... Apna Maqaam Paida Ker Khudhi Ko Ker Buland Itna Ke Her Taqdeer Se Pehle Khuda Bande Se Khud Pochay Bata Teri Raza Kya Hai ...Apna Maqaam Paida Ker Raga ...Apna Maqaam Paida Ker Yeh Hikmat E Malkooti Yeh Ilm E Laa-Hoti Haram Ke Dard Ka Darmaan Nahi To Kuch Bhi Nahi Yeh Zikr E Neem Shabi Yeh Buraak Beyasu Teri Khudhi Ke Nigehbaan Nahi To Kuch Bhi Nahi Khirad Ne Keh Bhi Diya La Ilah To Kya Haasil Dil-O-Nigaah Musalmaan Nahi To Kuch Bhi Nahi Daikh... Apna Maqaam Paida Ker Zindagani Hai Sadaf Qatra E Nesa Hai Khudhi Woh Sadaf Kya Ke Jo Qatre Ko Gohar Ker Na Sakay Ho Agar Khudnigar O Khudgar O Khudgeer Khudi Yeh Bhi Mumkin Hai Ke Tu Mout Se Bhi Mar Na Sakay Per Pehle ...Apna Maqaam Paida Ker Phir Charagh E Lala Se Roshan Hoay Koh O Taman Mujh Ko Phir Naghmon Pe Yuksanay Laga Mugh E Chaman Apne Mun Mein Doob Ker Paya Suragh E Zindagi Tu Agar Mera Nahi Banta Na Bun... Apna To Bun Mun Ki Dunya Mun Ki Dunya Sooz O Masti Jazb O Shouq Tan Ki Dunya Tun Ki Dunya Sood O Sauda Makr O Fun Mun Ki Doulat Haath Aati Hai To Phir Jaati Nahi Tan Ki Daulat Chaaon Hai Aata Hai Dhan Jata Hai Dhan Mun Ki Dunya Mein Na Paya Mein Ne Afrangi Ka Raaj Mun Ki Dunya Mein Na Dekhe Mein Ne Shaikh O Brahman Paani Paani Ker Gayi Mujh Ko Qalandar Ki Yeh Baat Tu Jhuka Jab Ghair Ke Agay Na Mun Tera Na Tan Bus ...Apna Maqaam Paida Ker Dyar E Ishq Mein Apna Maqaam Paida Ker Naya Zamana Naye Subh O Shaam Paida Ker Khuda Agar Dil-E-Fitrat Shinaas De Tujhko Sukoot-E-Laalaa-O-Gul Se Kalaam Paida Kar Uthana Sheesha Garan-E-Farang Ke Saath Safal-E-Paak Se (P?)Meena-O-Jaam Paida Ker Mera Tareek Ameeri Nahi Faqeeri Hai Khudi Na Baich Gareebi Mein Naam Paida Kar Dyar E Ishq Mein Apna Maqaam Paida Ker... ---- Dhyahar-Eh-Ishq Meh (The Realm of Love) 8:26 Shahbazz 1991 ki Haqq se farishton ne Iqbal ki ghammaazi gustaakh hai karta hai fitrat ki hinabandi khaki hai magar iske andaaz hai aflaki roomi hai na shaami hai kaashi na samarkandi sikhlaayi farishton ko aadam ki tarap isne aadam ko sikhaata hai aadaab-e-Khuda'wandi dayaar-e-ishq mein apna maqaam paida kar nayaa zamaana naye subah shaam paida kar khuda agar dil-e-fitrat shanaas de tujhko sukoot-e-lala-o-gul se kalaam paida kar mera tareek ameeri nahi fakeeri hai khudi na baich, gareebi mein naam paida kar (The angels began to speak behind Iqbal 'This creation of clay is of heavenly nature He taught the angels the restlessness of Man And taught Man the mastery of angels...' Set your own standard on the soil of love! Neither are you for the earth or the skies This world is for you, not that you are made for it There are worlds beyond the stars that are seen The trials of Love are still to be seen Create a new world, Create a new morn and evening! Set your own standard on the soil of love!) ---- Create a place for thyself in the world of love; Create a new age, new days, and new nights. If God grant thee an eye for nature's beauty, Converse with the silence of flowers; respond to their love. Do not be beholden to the West's artisans, Seek thy sustenance in what thy land affords. My ghazal is the essence of my life-blood, Create thy elixir of life out 'of this essence. My way of life is poverty, not the pursuit of wealth; Barter not thy Selfhood; win a name in adversity.