answersLogoWhite

0


Best Answer

Hamiki Ne Musalmani Khudi Ki

Kalimi Ramz E Pinhani Khudi Ki

Tujhe Gul Fakr O Shahi Ka Bata Doon

Ghareebi Mein Nigehbani Khudhi Ki Dyar E Ishq Mein Apna Maqaam Paida Ker Na Tu Zameen Ke Liyeh Hai Na Aasman Ke Liyeh

Jahan Hai Tere Liyeh, Tu Nahi Jahan Ke Liyeh Daikh... Apna Maqaam Paida Ker Khudhi Ko Ker Buland Itna Ke Her Taqdeer Se Pehle

Khuda Bande Se Khud Pochay Bata Teri Raza Kya Hai ...Apna Maqaam Paida Ker Raga ...Apna Maqaam Paida Ker Yeh Hikmat E Malkooti Yeh Ilm E Laa-Hoti

Haram Ke Dard Ka Darmaan Nahi To Kuch Bhi Nahi

Yeh Zikr E Neem Shabi Yeh Buraak Beyasu

Teri Khudhi Ke Nigehbaan Nahi To Kuch Bhi Nahi Khirad Ne Keh Bhi Diya La Ilah To Kya Haasil

Dil-O-Nigaah Musalmaan Nahi To Kuch Bhi Nahi Daikh... Apna Maqaam Paida Ker Zindagani Hai Sadaf Qatra E Nesa Hai Khudhi

Woh Sadaf Kya Ke Jo Qatre Ko Gohar Ker Na Sakay

Ho Agar Khudnigar O Khudgar O Khudgeer Khudi

Yeh Bhi Mumkin Hai Ke Tu Mout Se Bhi Mar Na Sakay Per Pehle ...Apna Maqaam Paida Ker Phir Charagh E Lala Se Roshan Hoay Koh O Taman

Mujh Ko Phir Naghmon Pe Yuksanay Laga Mugh E Chaman

Apne Mun Mein Doob Ker Paya Suragh E Zindagi

Tu Agar Mera Nahi Banta Na Bun... Apna To Bun Mun Ki Dunya Mun Ki Dunya Sooz O Masti Jazb O Shouq

Tan Ki Dunya Tun Ki Dunya Sood O Sauda Makr O Fun

Mun Ki Doulat Haath Aati Hai To Phir Jaati Nahi

Tan Ki Daulat Chaaon Hai Aata Hai Dhan Jata Hai Dhan Mun Ki Dunya Mein Na Paya Mein Ne Afrangi Ka Raaj

Mun Ki Dunya Mein Na Dekhe Mein Ne Shaikh O Brahman

Paani Paani Ker Gayi Mujh Ko Qalandar Ki Yeh Baat

Tu Jhuka Jab Ghair Ke Agay Na Mun Tera Na Tan Bus ...Apna Maqaam Paida Ker Dyar E Ishq Mein Apna Maqaam Paida Ker

Naya Zamana Naye Subh O Shaam Paida Ker

Khuda Agar Dil-E-Fitrat Shinaas De Tujhko

Sukoot-E-Laalaa-O-Gul Se Kalaam Paida Kar Uthana Sheesha Garan-E-Farang Ke Saath

Safal-E-Paak Se (P?)Meena-O-Jaam Paida Ker

Mera Tareek Ameeri Nahi Faqeeri Hai

Khudi Na Baich Gareebi Mein Naam Paida Kar Dyar E Ishq Mein Apna Maqaam Paida Ker... ---- Dhyahar-Eh-Ishq Meh (The Realm of Love)

8:26

Shahbazz

1991 ki Haqq se farishton ne Iqbal ki ghammaazi

gustaakh hai karta hai fitrat ki hinabandi khaki hai magar iske andaaz hai aflaki

roomi hai na shaami hai kaashi na samarkandi sikhlaayi farishton ko aadam ki tarap isne

aadam ko sikhaata hai aadaab-e-Khuda'wandi

dayaar-e-ishq mein apna maqaam paida kar

nayaa zamaana naye subah shaam paida kar khuda agar dil-e-fitrat shanaas de tujhko

sukoot-e-lala-o-gul se kalaam paida kar mera tareek ameeri nahi fakeeri hai

khudi na baich, gareebi mein naam paida kar

(The angels began to speak behind Iqbal 'This creation of clay is of heavenly nature

He taught the angels the restlessness of Man

And taught Man the mastery of angels...' Set your own standard on the soil of love! Neither are you for the earth or the skies

This world is for you, not that you are made for it There are worlds beyond the stars that are seen

The trials of Love are still to be seen Create a new world,

Create a new morn and evening! Set your own standard on the soil of love!)

---- Create a place for thyself in the world of love;

Create a new age, new days, and new nights. If God grant thee an eye for nature's beauty,

Converse with the silence of flowers; respond to their love. Do not be beholden to the West's artisans,

Seek thy sustenance in what thy land affords. My ghazal is the essence of my life-blood,

Create thy elixir of life out 'of this essence. My way of life is poverty, not the pursuit of wealth;

Barter not thy Selfhood; win a name in adversity.

User Avatar

Wiki User

14y ago
This answer is:
User Avatar

Add your answer:

Earn +20 pts
Q: Complete lyrics of dayar-e-ishq by allama iqbal?
Write your answer...
Submit
Still have questions?
magnify glass
imp
Related questions

Where is Allama Iqbal's tomb?

Allama Iqbal's tomb is at Lahore


What is the Maslak of Allama Muhammad Iqbal?

Allama Iqbal was a sunny Muslim


When was Allama Iqbal's death?

Allama Iqbal died onApril 21, 1938.


What is Allama Iqbal's birthday?

Allama Iqbal was born on November 9, 1877.


If Allama iqbal university in ksa?

where is allama iqbal university in ksa riyadh


Where is Allama Iqbal international airpot in Pakistan?

Allama Iqbal international airport is in Lahore


Where is the tomb of allama iqbal?

tomb of allama iqbal is near badshahi masque lahore


What was allama iqbal brother or sister name?

allama iqbal had only one brother


How many brothers have allama iqbal?

Iqbal had 5 siblings ....An elder brother and Four sisters according to most of the biography books written on Allama Muhammad Iqbal ....


Where can you find Allama Iqbal poetry in urdu about education?

Allama Iqbal poetry in Urdu about education.just write in google besturdupoetry.pkafter visiting site go to Allama Iqbal poetry category.This is an excellent blog about Allama Iqbal poetry.


What is the birthday of Allama iqbal?

Allama Iqbal, November 9, 1877-April 21, 1938


When the title of sir was conferred to allama iqbal?

Allama Iqbal got the title of “ Sir ” in