Slogans of jawaharlal nehru?
Bahujan Samaj PartyChalega Haathi Udegi dhool, na rahega punja na rahega phoolTilak, taraju aur talwar ; inko maaro joote chaarChad gundon ki chhati par, mohar laga do haathi parUP hui hamari hai, ab dilli ki baari hai"Baba Saheb Mission Tera, Kanshi Ram Karenge PuraBSP Ki Kya Pehchan, Neela Jhanda Haathi Nishan'Pathar Rakh Lo Chaati Par, Button Dabao Haathi ParSamajwaadi PartyUP me hai dum, jurm hai yahan kamBadli badli hawa chali, badla badla mausam, kayam rahe Uttar Pradesh, kayam rahe MulayamGunda chad gaya haathi par, goli maara chhati parBol Mulayam Halla Bol, Halla Bol'.Bharatiya Janata Partyaapka vote, ram ke naamHum saugandh Ram ki khate hain, mandir wahin banayengeBari, bari, sab ki bari, ab ki bari, Atal BihariGau hatya rukwana hai, Varun Gandhi ko jitana haiKalyan Singh kalyan karo, mandir ka nirman karoYeh Dekho Indira Ka Khel, Kha Gayi Shakkar, Pee Gayi TelRam Lala Hum Aayenge, Mandir Vahin Banayenge.Yeh to kewal jhaanki hai, Kashi Mathura baaki hai.Congress'Amethi Ka Danka, Beti Priyanka'.Sonia nahi yeh aandhi hai, doosri Indira Gandhi haicongress ka haath, aam aadmi ke saathaam aadmi ke badte kadam, Har kadam par Bharat bulandJab tak suraj chand rahega, Indira tera naam rahega.Jaat par na pat par, mohar lagegi haath parAtal sarkar ki kya uplabdhi, gau-mans niryat mein vridhiIndira Gandhi lao, desh bachaaoCongress ko lana hai, desh ko bachana haiUthe Hajaron Haath, Sonia Ji Ke Saath